Nojoto: Largest Storytelling Platform

Dar iss baat ka nhi ki maut aa jaaegi Dar iss baa

Dar iss baat ka nhi ki maut aa jaaegi 
Dar iss baat ka h ki usse pehle jee paaungi ya nhi.

Dar iss baat ka nhi ki sb kuch khatma ho jaaega
Dar iss baat ka h ki khwaahisein puri kr paungi ya nhi.

Dar iss baat ka nhi h ki sbko chhor jaaungi
Dar iss baat ka h ki kisi paraye ko apna bana paungi ya nhi.

Dar iss baat ka nhi ki akele ho jaaungi 
Dar iss baat ka h ki maut se pehle ki tanhai seh paaungi ya nhi. #Dar#Death