oonchi oonchi imaaratein to jaise takdeer ban gayi hain ab jin gali mohallo mei hum khela karte the vo ghum si ho gyi hain ab na koi ghar k bahar aata hai na koi do pal baat hi karta hai na jaane ye duniya kahan aa gyi hai ab mashgool ho gaye hain sab apne apne kaamo mein jo naata tha padosi ka padosi se vo kha pehle sa reh gya hai ab -Anshh badalti duniya