Dil ki dhadkan aur meri sadaa hai tu meri pehli aur aakhri wafa hai tu chaha hai tujhe chaht se bhi badh kar meri chahat aur chahat ki inteha hai tu dil.ki dhadkan hai tu