Apne aap se Sen jhotha...? Jab bhi mujhe teri yaad aathi thi main tere paass hotha tha. Jab bhi mujhe teri yaad aathi thi tujhe se phone pe bath kar liya kartha tha. Jab bhi tujhe taklif aathi thi.main tere sath hota tha. kiss liye Dosti kye pyar kye liye mohabbath kye rishtye kye liye. Zindagi kye beethye hue pano ko yaad kar. Jab.STD BSNL COINE BOX sirf main hein phone kar kye bath kiya kartha tha. Ab toh mobaile ka zamana hai. jio ka zamana hai. Aur aaj bhi main hein phone kar kye bath kartha hun. Jab main tujhe mesg kartha hun. Jab main tujhe watsap kartha hun. Tere ek Ripley kye liye sari rath inthezar kartha hun. Tera koi jawab nahin aatha hai.fir Main aapne aap se sam jhotha kar letha hun. Kyon kye main tujhe aapna dosth maan tha hun. main Jab bhi tujhe phone kartha hun toh tu ek bath boltha hai. buss main tujhe phone karne wala tha. jab tu a bath boltha hai naa paile toh gusa aatha fir main aapne aap se Samj hotha karlye tha hun. dilse