haan hai tu naadan , thoda bachpna bhi zyada hai tujhse meri shikaayton ka kissa bhi sidha saada hai haan tutta hai dil tujhse bhi mera , pr naraz hone ka na koi irada hai aansuon ka bojh to tune bhi mujh pr bhot baar laada hai haaan sach kahun to gussa bhi tujh pr bhot zyada hai pr tune jaane na dia kbhi hr baar mera haath thama hai kho Diya ho shaayd mene tujhe koi baat nahi , pr tujhse rishta nibhaane ka mera pkka waada hai.. specially for you!! sorry ;)