Nojoto: Largest Storytelling Platform

Raah me hu par kamyaabi se thori doori hai, Mushk

Raah me hu par kamyaabi se thori doori hai, 
Mushkilo me hu par shakti apni puri hai, 
Baajuoo me dum saanson me magroori hai, 
Kuch Baatein hai jo kehna zaroori hai,

Namaz ka saaya ho sath to chahre Noori hai, 
Tariq-e-islam par jo na chalaye wo aadat buri hai, 
Imaan ke pakke hai to dil unki hoori hai, 
Kuch Baatein hai jo kehna zaroori hai..

Baaton me na ho lehzaa to wo chhoori hai, 
Maa ki  daatt  hi toh  unki  Lori  hai, 
Ibaadat ke bina har din adhoori hai, 
Kuch Baatein hai jo kehna zaroori hai..
     #yqbaba 
#lifelessons 
#yqbhaijaan 
#yqtales