Nojoto: Largest Storytelling Platform

mai panchi hu armano ke aasma ka pinjre mai na rah

mai panchi hu armano ke aasma ka pinjre mai na rah paunga bandisho mai bandhkar ghut ghut kar mar jaunga chahe mujhe tum dedo sano saukat duniya ki mai apni azaadi tumhe na de paunga gulami karkar apna jeevan yu na guzaar paunga ghut ghut kar mar jaunga takdeer mujhe todna chahegi armaano ko marodna chahegi to mai hauslo ki udaan bharkar kahi door chala jaunga pinjre mai na rah paunga jo peecha karte karte takdeer aa gayi mujhse milne to mai apne aap ko veero ki tarah bachaunga pinjre mai na rah paunga. #OpenPoetry dil se likhi baar dil ko chhu jaati hai isme meri kya galti ki logo ke paas dil hi nahi hai.