Nojoto: Largest Storytelling Platform

Insaan ko lagta hain ke woh kisiko bohot achi tari

Insaan ko lagta hain ke woh kisiko bohot achi tarike se samjhta hain aur tab hi usika koi aur pehlu samne aata hain aur insaan bilkul bewakoof ban jata hain yeh sochkar ke itne dino se woh jo bhi samajh raha tha sab jhooth tha. Aur phir uska dil aisa tootke bikhad jata hain ki un tukdo ko sametne ki bhi himmat nahin rehti. Phir bharose ke kisse sunke muskurane ke alawa aur kuch karne ko hota bhi nahin kyonki dil janta hain ki in sab se kabka nata toot chuka hain uska........... Bewakoofiyaan..
#insaan 
#dil 
#bewakoof 
#bharosa

taniasarkar4187

Tania Sarkar

New Creator