Nojoto: Largest Storytelling Platform

Tum thi to qalam khud hi lakhti thi kabhi teri aak

Tum thi to qalam khud hi lakhti thi kabhi teri aakhon ke kajal ko likhti thi to kabhi teri zulfon awaargi ko likhti thi tere jism ke har hisse ko apna samjh teri ruh ko likhti thi ab jab tu chali gai to  ishq ki syaahee bhi khatam ho chali hai, or ab to waqt aisa a gya hai ki ishq ke zamane me qalam berozgaar ho chali hai.

by R Vilhatiya #hidden_love