pa liya hai sb kuch jitna socha tha ... ghr pa liya ,pa liya paisa or sb kuch phr yai tanhae kyo hai... kyo hai yai akelapan yai apna app sai ladae kyoo hai.. pa to liya hai sb kuch jitna socha tha.. wo uchae pa lie ,pa liya wo rutba ,wo gadi phr ajj akela kyo hai kyo nhi koe sath ajj ,sb kuch hokar bhi kuch na pana ka yai asar kyo hai.. lgta hai sb pana kai iss safar kho diya maina sbko wo dosto ko or wo apno ko nhi dakh paya un ankho ko mai akhri bar jo takthi thi mari raha ko ki ek din to aaega wo , nhi hai ajj ankha wo.. sayd sb kuch pa kr bhi maina kho diya sbko us beta khati awaj ko ,wo dosto kai sath ko , chalta chalta iss rha pr nikal aaya itni dur sb rha gya picha or hath aae to bs yai tanhae ..... #pa liya sb kuch