YE CHEHRA... Lakh dikkaton ke Baad bhi, Ye muskurana janta hai. roothe hue apno ko, manana janta hai. haal byan Karne ki chahat rakhte hue bhi, apne har haal ko chhupana janta hai. kyonki ye.... bewajah hi muskurana janta hai - Shruti mishra ye chehra #chehra #muskurana #reality