Nojoto: Largest Storytelling Platform

Hai abhi holi ki sham kuch baki chale aao na. bhee

Hai abhi holi ki sham kuch baki chale aao na.
bheeg jaye ham rango me chale aao na.
Hata do in durio ko karib  chale aao na.
kya pata fir agli holi me mulakat ho na ho.
Sab bhul kar tum jaldi se chale aao na.

A.R.S. chale aao na