aas lekar aaya tha me bhukh mitane ki h insan tune to mere jivan ko mita diya aas lekar aaya tha bhojan khilane ki par tune to muje barud khila diya bankar insa tune insaniyat ko bhula diya mara tune muje nahi insaniyat ko mar dala bejuba tha me par mene badala nahi liya varna tere sath tere jese 100-100 ko lekar marta par bana tu hevan h me aaj bhi wafadar hu insan ka sathi bankar me khud aaj sharminda hu hathi ke sathi bankar tune hathi ka gala ghot diya itne par bhi sharm ni aayi garbh shishu ka bhi gala ghot diya #RIPHUMANITY hathi ka dard