Subah ki ek nayi roshini ka intezaar hai aadha hissa pura ho gaya kuch waqt aur bacha hai koshish jaari hai mushkilo se ladhkar nayi raah banane ki bs ek nayi roshini ka intezaar hai ek subah woh bhi hogi jab khawaab ke pure hone par khushi ki chamak ke aage sab ujaale feeke nazar aayenge subah ki ek nayi roshini ka intezaar hai - Ubaida khatoon 😊 #Subahkiekroshini #Ubaidakhatoon #😊 🌹🌹 #Nojoto #newlifestart