ज़रूरी है "Anmol wachan" man par ek gahra prabhav chhod jate h kya sahi,kya galat iski pehchan kara jate h kabhi kabhi to jivan ka najariya hi badal dete h humari sahi manjil h kon si iski sikh de jate h anmol wachan chhoto se mile ya bado se anusaran karne me koi burai nahi unka anusaran karen to bhalai hi h humari ©juhi gupta #Anmolwachan #PoetInYou