Nojoto: Largest Storytelling Platform

Rukhsat hua to aankh milakar nahi gaya, wo kyu gay

Rukhsat hua to aankh milakar nahi gaya, wo kyu gaya hai ye bhi batakar nahi gaya. Yu lag raha hai jaise abhi laut aayega, jate hue chirag bujakar nahi gaya.
Bas ek lakeer kheech gaya darmiyan mein, deewar rastein mein banakar nahi gaya, ghar mein hai aaj tak wahi khushboo basi hui, lagta hai yu ki jaise wo aakar nahi gaya. Mandeep

©Mandeep Singh Arora.
  #Poetry

Poetry #Quotes

153 Views