Ek baar apna kaha wapas lekar to dekh. Read caption... Main wo sab kuch kar jaunga jo tu chahta hai Ek baar apna kaha wapas lekar to dekh Tu taumr mohabbat nibhayega mujhse ek baar keh kar to dekh Main teri manzil ka rasta ban jaunga tu ek baar keh kar to dekh Jitne kaante honge tere raste par sab main le lunga tu ek baar keh kar to dekh Milon dur ho teri manzil to bhi kya Tere piche main khada rahunga tu ek baar keh kar to dekh Tujhe gila hai mujhse ki main samjhta nahi kisi ko hai agar ye duniya bakai achhi to tu ek baar mujhe samjha kar to dekh