pehle... Pyaar par yakin nahi tha, or dusaron se sache pyar ka example mangta tha, or jab vo bataate To unki baaton Par hanss ta tha. Par... Tumhare Aane ke baad khud par hansata hoon, Kyonki pyar par yakin ho gya hai, Or khud hee ek sache pyar ka example ban gaya hoon. Laugh at our self