Nojoto: Largest Storytelling Platform

A TRUE STORY...!!! (Read the Caption) A True Stor

A TRUE STORY...!!!

(Read the Caption) A True Story...!!!

Ek ladki thi jo hostel mein rehti thi aur wo 12th mein thi science stream mein...Ek baar usko 12th starting mein bahut zorr ka headache ho raha tha...usne kitne bade bade Dr. ko bataya ..kitni sari dawai li pr kuch bhi usse fark nhi padh raha tha...puri puri raat jaagti thi usna sir fataa ja raha tha...usse aur bardaast nahi ho raha tha...phir usko pata chala ki usse Migraine tha...woh roj din ki 21 dawai khati ti...Migraine k wajah se uska study bahut affect ho raha tha...isliye wo 2-3 months to school hi nahi gai....aur baad mein woh hospital gai check up k liye tab Dr. ne uski sonography ki...aur phir pata chala ki uske liver ke pass ek paani ki gaath thi...jo davai khane se bhi pigal nhi rahi thi....isliye Dr. ne kaha ki agar iski gaath badhegi ya phir twist hogi to iska on the spot operation krna padega...tab woh bahut hi gabhra gai...kuch bhi bol hi nahi paa rahi thi...darr ke maare uske aakh se aasu nikale jaa rahe the...tab wo puri mentally prepared ho gayi...ki Operation bhi aa sakta hai....Kuch mahino baad usko khana hajam hi nahi ho raha tha...woh jo bhi khatiti sab kuch vomit kr deti thi....tab usne Dr. ke paas jaa kr apna check up krvaya... tab pata chala ki uski gaath 2 guna badh gai...iska jldi jldi operation krna padega...uska operation 7 Nov 2018 Diwali k din hua...purre 2 ghante uska operation chala ...yeh uska major operation tha...Dr. ne emergency mein 2 aur dr. ko bulvaya bahut e difficult tha ye operation dr. k liye bhi ...usne bhi kaha ki meri 32 saal mein sabse tough operation iska tha... Operation k kaaran uska study bahut hi miss ho raha tha...itna bada operation hone k bawajud bhi woh ek mahine k andar apni hostel pahuch gayi aur study krne lagi pr uske liye bahut e difficult tha kyunki wo bahut hi akeli pad gayi thi bahut hi apne aap ko lonely feel kr rahi thi...pr uske parents uske harr faisle  mein uska Saath dete the... aur jab woh school gayi to waha bhi faculties ne kaha ki drop lelo tum ab science nahi kr skti ..give up kr do...tab wo depression mein chali gayi thi...tab uski ek friend ne uska hosla badhaya...ki tu kr skti hai..usne kaha.....(Continue in comment...)