Nojoto: Largest Storytelling Platform

Kyun neki aur gunaahon mein fanskar is tarah jeena

Kyun neki aur gunaahon mein fanskar is tarah jeena hai..
Jab maut ka ghoont toh sabhi ko peena hai..
Kyun aaj saamne aayi khushiyon ko chorkar yun pal pal jalna hai..
Kal kisne dekha hai zindagi ki shaam ko toh waise bhi dhalna hai..
Toh ji ley jee bhar k apne hissay ki khushiyon ko tu..
Mat soch zyada ab samajh khud ki hi un khamoshiyon ko tu..
Soch Mat k yeh waqt kahin na nikal jaye..
K tu sochta reh jaye aur kal shayad sab kuch badal jaye..
Aakhir kyun sab kuch itna sambhalkar aur sochkar karna hai..
Jab Aaj hi aaj ki zindagi hai aur kal toh sabhi ko marna hai..

Jab kal toh sabhi ko marna hai..

 #yqbaba #yqdidi #maut #death #jeelezara #imishhq

ishaanhaque5209

IshhQ

New Creator