Nojoto: Largest Storytelling Platform

White khamosh se ek aap hain aur ham hain apki aak

White khamosh se ek aap hain aur ham hain
apki aakhein zakhmon pe marham, hain

chal ke jo apki khusbhoo yun paas aai
kya apne badhaye kuch do kadam hain

yeh kasia  imtehaan hai jaanib-e-manzil
aapme aur mujhme faasle kya kam hain

shab-e-firaq me chaand bhi hai gawaah
sabab-e-judaai ke yeh kya aalam hain 
apka tassavvur karta hai yeh ghazal sunne wala
apse milne ki meri tamanna kya kam hain

©Aaryan Pathak #sad_quotes  shayari on life shayari love hindi shayari shayari in hindi