Nojoto: Largest Storytelling Platform

रोशनी Sabhi bhaiyo or behno ko sadar namaskaar. Aa

रोशनी Sabhi bhaiyo or behno ko sadar namaskaar. Aaj ma yaha nibandh laya hoo jiska title ha "Note Bandi Se Kya Faayda hua". bhaiyo or behno note bandi jise ham sabhi jaante hain jab hmare desh Bharat ke yasasvi pradhan mantri shri narendra damodardash modi ne 8 November 2016 ko raat 8 baje 500 or 1000 ke note band hone ki baat kahi tab sabke  mann ma dar thaa. Parantu jinki monthly income 3000 ya 15000 ho vo bhala notebandi se kyo darega. Notebandi ka faisla ek historic or bahut saktisali faisla ha. Vase to aksar kehte hain ki notebandi laaye usse kya hua notebandi se hi ( jo log ghooskhori karte tha) unke lie notebandi kisi tention se kam nahin ha. Ab baat aati ha notebandi ki notebandi se anek faayde hue parantu poorna roop se notebandi faisla sahi thaa ye bhi nahi kaha jaa saktaa ha. Ham sab bharat vaasi hum ma sabhi faisle ko sunne ki chamtaa ha notebandi ne videsho ma pali sampaty ko saaf kiya tatha  jis kisi ke bhi ghar ghooskhori chori ke paise the unke ghar ma raid padi jisse faayda to desh ko hua ha kintu hamein es tathya ko samjhna hoga or notebandi se rojgaar ma faayda hua aasani se 500,1000 ke note change hue to ye faislq historic thaa or esse fayda bhi hue tatha kuch bahut nooksaan bhi hua eslie notebandi ko accha bhi nahin kaha ja saktaa tatha bura bhi nahin kaha jaa saktaa es par kuch line likhra hoo-.                    Ham ha hindustani hamme ha ye nisaani ye desh hmari maa ha or log hindustani. Thanks to all of you have a nice day #notebandi## ke faayde

suniloli3491

Sunil Oli

New Creator