Nojoto: Largest Storytelling Platform

kha tha kisine mujhse ek jadugar hai iss jahaan me

kha tha kisine mujhse
ek jadugar hai iss jahaan me
bina bole wo mann ki baat jaan leta hai
kabhi humse kuch na leta hai
thoda dildaar sa hai wo
dil se maano to yaar 
warna avtaar sa hai wo
koi usse ram to koi mohamed kehta hai
mere iss jahaan me ek jadugar rehta hai
😊 #jadugod
kha tha kisine mujhse
ek jadugar hai iss jahaan me
bina bole wo mann ki baat jaan leta hai
kabhi humse kuch na leta hai
thoda dildaar sa hai wo
dil se maano to yaar 
warna avtaar sa hai wo
koi usse ram to koi mohamed kehta hai
mere iss jahaan me ek jadugar rehta hai
😊 #jadugod