माँ Tere liye kya likhun maa❤ Main teri hi to likhawat hun👨🙏 Jis maa shbd se chlti h duniya🌍 Unhi me se ek ki banawat hun🤗 Tum rakha karo khayal apna........ Main khud sawar jayunga😋 Kyunki mai teri hi sajawat hun😘 Tere liye kya likhun maa❤ Main teri hi likhawat hun😘❤ #lovemom❤