Nojoto: Largest Storytelling Platform

mujhe tumhare pas aana hai, or bas tumhara bn jaan

mujhe tumhare pas aana hai,
or bas tumhara bn jaana hai,
na kuch sunna hai
na kuch sunana,
kuch pal khamoshi se tumhare seene mai
sr rkh bitana hai..

©Kiran Chaudhary
  mujhe tumhare pas aana hai..
kiranchaudhary7400

Kiran Chaudhary

New Creator
streak icon160

mujhe tumhare pas aana hai.. #कविता

144 Views