Khud ko sambhaal kar chal rahi hun main, Duniya se nahi bas khud se dar rahi hun main, Jhel lungi laakh takleefo ko bhi muskura kar, Bas pad na jau kamzor is baat se dar rahi hun main... #struggletime #hardwork #sambhalkar #takleef