Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ye nafa nuksaan kya hai.. Aey dil bata ye tere s

Ye nafa nuksaan kya hai.. 
Aey dil bata ye  tere seeney par laga ghav ka nishan kya hai..  
Bichad kar main toh khush nahi hun  kisi se
fir tere chehre par ye feeki si muskaan kya hai.. 
Main  to fir dohrana chahunga apni yehi galtiyan
Aey sanam bas tu agli baar ye bata dena 
tujhse pyar karne ka or nuksaan kya hai..

©V.M.A
  #doori #nuksaan #nojotoshayari #nojotohindi #NojotoWritingPrompt