Nojoto: Largest Storytelling Platform

Aaj main khali baitha tha maine ek aadmi ko dekha

Aaj main khali baitha tha maine ek aadmi ko dekha ki wo bahut hi bukha tha wo dard se ro raha tha kyu ki usse bahut jorro ki bukh lagi thi main uske pass gya maine usko ek dus rupye ka note diya to maine usse pehchan liya wah  mere padosi tha jo apne maa baab ka budhaape me sahara nahi diya aur apne maa baba ko khub pareshan kiya usne unahe khane ko bhi nahi diya.
Aur aaj wahi aadmi wahi jagah par khane k liye hi tadap raha hai kyu ki uska bhi beta usko khane ke liye hi tadpa raha hai. 
To maine aaj ye sikha ki  hum aapne jivan main jaisa karenge wasa to bharenge. 
Aagr hum dusro ko kast  dete hai to hum ko bhi kisi na kisi tarh  se  kast hume bhi milega.   I really imagine this story in my life.

I really imagine this story in my life.