Nojoto: Largest Storytelling Platform

Khuda ne tere saath bohat rangeen pal dikhaye, Kuc

Khuda ne tere saath bohat rangeen pal dikhaye,
Kuch khaate to kuch namkeen pal dikhaye,
Kabhi hasaya to kabhi rulaya bhi,
Har pal ko maine bss muskura ke apnaya.
Ye baat pakka thi ki faasle ayenge,
Pr itni jldi, ye baat kabhi apna na payenge.
Ab koshish tu kare ya main karu,
Muddat bhi faasle kam na kar payegi,
Har chahe jis kisi ki bhi hui ho,
Aakhir m jeet to kismat ki hui.
Kismat ne bhi kuch esa khel rachaya,
Vo chah kr bhi kuch kr na paya,
Haath tham kar, aansu rok kar, gardan jhuka kar, 
Use khud se door jata takta raha,
Hat fir kar khud ko kosta raha 
Bss khud ko kosta raha........  #thirdquote #pradiyal #dosti_pyar