Nojoto: Largest Storytelling Platform

Aaj bhi us ped ki chhaon ko bhula nahi hu main Jah

Aaj bhi us ped ki chhaon ko bhula nahi hu main
Jahan baith kar teri julfe suljhaya karta tha
Bas teri ek muskaan ko dekh kar
Sare ranz o gam ko bhul jaya karta tha
Jhuk jaati thi nigahen teri haya se
Meri nazro se mil kar
Or main teri is shadgi ke rang me rang jaya karta tha
Aaj bhi us ped ki chhaon ko bhula nahi hu main
Wo zamane ki baaton ko bhul kar
Tere sapno ki duniya me kho jana
Umra bhar ki thakan Chhod kar
Teri bahon me aakar so jaana
Aaj bhi us neend se toota nahi hu main
Aaj bhi US ped ki chhaon ko bhula nahi hu mai... #Beete_Lamhe