Iltija Humne kab kaha tum koi piyar nibhao Apni iltija thi zakhm koi aur ab naye lao Dar zamane se tha tum kyu pareshan ho Baat itni thi tum zamane ke sath na jao Yaqeen aitbar bharosa aitmad lafz kitabi Tum chaho toh beshak har lafz mukar jao Ayaan dehlvi #Iltija