मेरे संघर्ष की कहानी risto ko Sambhal k chlti aai hu... drd ko seene me dba k chlti aai hu... khud ko side me rkha dusro ki Khushi k liye.... khud ko akela mahsus kiya hmesa khud k liye... din raat jali hu ek ujale k liye.... zindagi me har kisi ki kahwais k liye... zindagi me yuhi nhi mila sb kuch.... badi mehnat ki h ye mukam hasil krne k liye.... _AP Rao #sachaii