tumhara uski duaou mai shamil hona uska tumhari ebaadat ban jana wo puri tarah se anjaan thi ab tak tumse uska tumhari ek pahchan ban jaana hogaya par abhi to ek duje ki aankho mai sama jaana bakaya hai abhi to ek mulakat bakaya hai tumhari thodi si kami se uska dar jana tumhari ruh se uska jud jana jiske ashko mai aansuo ki koi jagah nahi thi uski aankho ka tumhari wajah se nam ho jana ho gaya par abhi to ek duje ke aansu pochana bakaya hai abhi to ek mulakat bakaya hai #alfaazou mai muskan abhi bakaya hai