Nojoto: Largest Storytelling Platform

Unhe ilm na ho hamare intezaar ka Unhe zariya na h

Unhe ilm na ho hamare intezaar ka
Unhe zariya na ho hamare pukar ka
Unhe kasak na aaye hamare yaad ki
Unhe pata na ho hamare pyas ki
Tadap kya hai yeh woh bhi jaan paye
Hamari sitamo se kahin na ghabra jaye
Intezaar hai kya yeh sabak jaan le
Kyu guhaarta hai dil woh samajh paye

©Kumar Vimal #Unhe #ilm #intezaar #Pukar #kasak #tadap #Pyas #Guhaar #kumarvimal 

#waiting
Unhe ilm na ho hamare intezaar ka
Unhe zariya na ho hamare pukar ka
Unhe kasak na aaye hamare yaad ki
Unhe pata na ho hamare pyas ki
Tadap kya hai yeh woh bhi jaan paye
Hamari sitamo se kahin na ghabra jaye
Intezaar hai kya yeh sabak jaan le
Kyu guhaarta hai dil woh samajh paye

©Kumar Vimal #Unhe #ilm #intezaar #Pukar #kasak #tadap #Pyas #Guhaar #kumarvimal 

#waiting