Maa Pal pal mar raha hoo, Jee karta hai ek hi pal me mar jane ko, Jis dost par bharosa tha, Ab lagta hai ki Dosti tod jane ko, Mar kar bhi maut nahi aayegi, Maa ki fikr hai Dil aur dimaag kehta hai ye sab chodh kar ghar jane ko 😭 ©Altaf shaikh maa ki yaad aati hai 😭