Nojoto: Largest Storytelling Platform

Har Waqt bus yahi khyal raheta hai Aaghe kya hone

Har Waqt bus yahi khyal raheta hai
Aaghe kya hone wala hai
Man bauht bechain hota hai
Jab Yeh sochta hai
Ki kuch hi pal bache hai
Jee le je bhar kar pta nhi
Kab mulaqat ho jaye ushe
Jo mujhe kabhi na aane de tere Paas
Jeeta tha her pal Yeh sochkar ki
Aane wale kal mei khush ho jaunga
Aaj pta clha har pal jiya hota
Toh aaj itna man bechain na hota
Jitna aaj Yeh sochkar hai kal kyon
Nhi jiya aaj ke khathir
Ab toh mei ush Waqt ko bhi Waapas nhi la sakta jis Waqt mei kal ke sapne dekta raha
Aaj meri maut meri bankar khadi hai
Aur mei ush kal liye apne aap se roze bhagtha
Raha

©gumnaam Zindagi ko itni serious bhi mat lo ki kal kabhi aaye na aur aap ush chkar mei aaj ko bhi bhool jaye.... #priyankaverma 

#Anhoni  gudiya  anjan duniya Karan Kanpuriya Lucky Dhart Sujata jha

anshpatel3835

gumnaam

New Creator

Zindagi ko itni serious bhi mat lo ki kal kabhi aaye na aur aap ush chkar mei aaj ko bhi bhool jaye.... #priyankaverma #Anhoni gudiya anjan duniya Karan Kanpuriya Lucky Dhart Sujata jha