Nojoto: Largest Storytelling Platform

jab maine jana chaha unchi aashmano ki tarah tab

jab maine jana chaha
 unchi aashmano ki tarah
tab bizali ne mujhe daraya
kaha vaha jane me khatra hai
 
jab maine samundar paar karna socha
tab samundar kaha....thehro..
main bahut gehara hu
tum aaoge to dub jaaoge

jab maine raah par akele chalna chaha
tab us khaalipan ne kaha 
ruko...tumhare saath bura ho sakta hai

par sar par tha junun chadha..
kaha kisi ki baat manta
mujhe unchaiyon ko chunna tha
muskilon se nikalna tha
aur sachche raah pe chalna tha
bas chal diye bina dare, behke
apani manjil ki taraf
aaj kamyaab hu...
aur ujali hai chaman

©Riya Das* #chaman
jab maine jana chaha
 unchi aashmano ki tarah
tab bizali ne mujhe daraya
kaha vaha jane me khatra hai
 
jab maine samundar paar karna socha
tab samundar kaha....thehro..
main bahut gehara hu
tum aaoge to dub jaaoge

jab maine raah par akele chalna chaha
tab us khaalipan ne kaha 
ruko...tumhare saath bura ho sakta hai

par sar par tha junun chadha..
kaha kisi ki baat manta
mujhe unchaiyon ko chunna tha
muskilon se nikalna tha
aur sachche raah pe chalna tha
bas chal diye bina dare, behke
apani manjil ki taraf
aaj kamyaab hu...
aur ujali hai chaman

©Riya Das* #chaman