Nojoto: Largest Storytelling Platform

प्रिये दादा जी maine apko kabhi dekha toh nahi ha

प्रिये दादा जी  maine apko kabhi dekha toh nahi hai par dadi se apke baare mai bahut suna hai.
shayad nahi tha mere nseeb mai apka laad aur pyar issi liye aapki tasveer ke samne khada hu.
nahi hota agr esa toh shayad mai bhi apki parvarish mai bada hota, aur apka ka bhi ladla hota.
dadi toh jaan chidakti thi hum par bas kahi na kahi apki kami mehsoos hoti thi.
aaj itna bada ho gaya ho hu ki apki yaad mai likh leta hu .
shayad aapka hi Aashirwad hai jo itna kuch kar leta hu. #Oldpeople #nojoto #vichar #thought