Nojoto: Largest Storytelling Platform

Trust me Meri dil ko phir bayaabaan se ghar banane

Trust me Meri dil ko phir bayaabaan se ghar banane ke liye aa
Khoob sataaya duniya ne tu bhi ab sataane ke liye aa

Mere dil mein koii aur chirag roshan hai tera
Aa tu shamaa ko dubaara jalane ke liye aa 

Dekhta hu logo'n ko ek dusre ka saath nibhaate aksar
Aa tu bhi kabhi aisi misaalo mein saath nibhaane ke liye aa

Main FARAZ to nahi ke tujhe bina bulaaye bula lu
Main JAANI hu mera bharam rakhne ke liye aa

#Jaani originally penned by legendary poet ahmed faraz sahab
bas itna hi kahunga kis kisko bataayenge judaai ka sabab tu mujhse khafa hai to zamaane ke liye aa #Jaani #Farazsahab

originally penned by legendary poet ahmed faraz sahab bas itna hi kahunga kis kisko bataayenge judaai ka sabab tu mujhse khafa hai to zamaane ke liye aa #jaani #Farazsahab #Shayari