Nojoto: Largest Storytelling Platform

👇👇👇👇👇👇👇👇 ©Ankita Shukla यदि नेकी संस्कार

👇👇👇👇👇👇👇👇

©Ankita Shukla यदि नेकी संस्कार मे हो तो माँ बाप को सिर nhi झुकाना padta  Unki dwara diye gye sanskar unke bachho ke jivan ke har ke mood aur har ke  छड़ kaam ata hain zindagi ke har ek mod pe unki sanskar unko aage he badhne ke himmat aur sahs dete hain aur jivan ke लक्ष्य parpti me unka shahyog karte hain 
yadi aap ke dawra aap ke bachho ke under sanskar diye gai hain to vo koi dust कार्य nhi karege ye  aur unke under ka sanskar unko ek bar roke ge जरूर
aaj kl ke jivan me bachho ke under sanshkar naam ki koi chij nhi rah gai hain badho se kaise bat karna hain kaise badho ke aage apne aap ko pradarsh karna hain apni juban kitna kholna hain shi ke aage kaise khade rahna hain apne mata pita apne bujurgo se kaise bat karni hain ye sab khai door door tak nhi dekhai deta hain aaj kl sirf mobile me lage rahna hain har chij online shikne lage hain kitabo ka gyan bujurgo ka gyan mano jaise khatam he hogya ho jab se ye smart phone chala  hain hamre bachhi hue sanskriti ko bhi dhree dhree khatm kar de rahe hain aaj kl bachho ke paida hone ke bad books bad me phone pahle pate hain bachho ko chup karne ke liye khelauno ke jagh moblile diya jata hain usmein sangeet bajai jate hain. 
bachche itne sanakar vehin hote jarhe hain ke maap baap ko har jagahr apni sarmindagi mahsush karni padh rahe hain aur iesme bachho ke glti nhi glti maa baap ke hain unko bachpan se anusasn me rahna shikhaya hota to vo apne maap bap se apne guru se apni bade bhai bhan se darte unki ijjat karte aur glt kam karne se darte. 
sanskar sanskriti hamre samaj ka ek mahatvapurn aang hain jo dhree dhree angvihin hota ja raha hain log sadak pe horahe durghatna ya kise ke help nhi karna chhate hain har chij se khud ko bachana chate hain gali galoch jo hamre samaj ka ek abhishap raha hain use apnate jarhe hain koi sidhe muh bat nhi karta hain 
har bat pe ladai jhagre mar peet balatkar aadi hote jarhe hain aur inko khatam karna kaun bole ye badte jarhe hain yadi sanskar hota to log ye kam karne se pahle darte ek bachhe ko school me anusan shikhaya ja skta hain par sanskar aur apni sanskriti ko kaise bachana chahye use mata pita he shikha sakte hain. kitabi gyan hona badi bat nhi hain gyan samajik arthic aur

#WritingForYou