palak ka girna badi baat hai palak ka uthna badi baat hai Zuba'n ka to yu bhi bharosa nahi aankhon ka chupana badi baat hai hijr me humko itna pata hai fakat shaamo ko bitana badi baat hai hai mohbbat nibhana munasib magar mohbbat ko sikhana badi baat hai #ek_yaad