Nojoto: Largest Storytelling Platform

Kyu na mai bachpan me laut jau. Khelu kudu aur mau

Kyu na mai bachpan me laut jau.
Khelu kudu aur mauj mnau.
Kitna accha tha yeh bachpan.
Isme nahi thi koi chinta 
Aur na koi fikar.

Kitne sachhe aur achhe thae hum.
Na koi jooth ka jikar.
Aur na koi fareb ki fikar.

Hmaare aakho se tapakti Aasu jaise talwar ki dhaar.
Iske samne sab hai jhukte.
Hmari manggo ko poora karte.

Bachpan unka rajya aur bachhe wha ke raja .
Kaas mera bachpan fir se laut atta.
Kaas mera bachpan fir se laut atta. #poem #life #thinking #thought #
#nojotohindi