Nojoto: Largest Storytelling Platform

Bismillahirrahmanirrahim *Dua* ----------------

Bismillahirrahmanirrahim 

*Dua*

---------------------------
Aye sab jahanon ke *Rabb* 

💦 Aye yaum jaza ko badla dainay walay

💦 Aye ataa karne walon se ziyada ataa karne walay

💦Aye meharbanoun se ziyada meharban 

💦Aye adal karne wala aur bakhshne  waley, suney walo se ziyada sunnney wala

💦Aye Izzat dene wala, Rizzaq dene walay 

*mere woh gunah maaf kardey* jo naimaton se mahroom karte hain

*mere woh gunah bakhash day* jo sharmindagi ka baais bantay hain 

 *mere woh gunah bakhash day*

 jo pardon ko faash karte hain 

*mere woh gunah maaf kardey jo* dua ko rokkk dete hain 

*mere woh gunah bakhash day jo* baarisho mein rukawat daaltay hain

*mere woh gunah bakhash day jo* badbakhti ka mojab bantay hain 

*mere woh gunah maaf kardey jo* meri duniya ko tareek karte hain

*mere woh gunah bakhash day jo* be pardaghi ka sabab bantay hain

aur *mere woh gunah maaf kardey jin* ko tairay siwa koi maaf nahi karsaktha.

*Aye Allah tamaam Hujaaj e Karaam or unke Ghar walo ko apne Hifz O amaan mai rakh*
*Unki duaon Mai hamein or Tamaam Ummat ko shamil farma*
*Un hajio ko arafat k maidan me tehrne wale hai unlog ke unke duayein aur Hajj ko Qubool farma.aur jo log hajj karne ka irada rakhte hai aur ja nahi sakte hai unlog ko hajj naseeb farma..*

*Aameen Ya Rabb Al Alameen*

💎💎💎💎💎💎 #Hope Bismillahirrahmanirrahim 

zarasograkp9610

Zara Sogra

Silver Star
New Creator
streak icon1

#Hope Bismillahirrahmanirrahim *Dua* --------------------------- Aye sab jahanon ke *Rabb* 💦 Aye yaum jaza ko badla dainay walay