Nojoto: Largest Storytelling Platform

India quotes Jab bhi mein chehro k bazaar m nikal

India quotes  Jab bhi mein chehro k bazaar m nikalta hu, to log nazre badal badal Kar takte h mujhe,
Phir Meri pehchaan ko hi mazaak banakar taal dete h,
Jis maksad see aaye h, vo Matlab nikaal dete h.
Andar hi andar mujhe malum h, is zamane me mere bohat fayde uthaye h,
Lekin apne ye 'shikvein' mujhse kisise bayaan nhi hote h,
Yaad rkhna imsaano k chehre hi unki mayaan hote h,
Darasal mere saath ye aksar hojata h,
Me jise bhi apne Dil k bohat kareeb laata hu, vo mere dilka ek hissa todkar le jaata h,
Or m har baar -har baar dusro ki khaatir is umeed se aage badh jaata hu,
Shayad kabhi to koi mujhe Meri khaatir rok Lega,
Acha suno, Ek raaz ki baat batata hu,
Me aksar kagaz pr vhi likhta hu, Jo me asal me nhi ji pasta hu,
Kyuki jab bhi me chillata hu, to kisi ko samajh nhi aata h,
Log "apna" to kehte h, Lekin hamare bich bas duriyo ka naata h,
Isliye apni saari kamzori, bechaini, guroor, junoon ko saath ghol pi jaata hu,
Aur manch pr khada ho kr kehta hu,
" Rukiye, me kuch mohabbat pr sunata hu"
Ab, -ab mere baaki saare zazbaat mujhse bichadte ja rahe h,
Aur malaal to ye h dosto, ki me ishq bas kharach RHA hu,
Me ishq Kama nhi Raha hu,
Ab Meri jeb me bas ginchun kr bas kuch sikke hi bache h,
Aur sikke ki kuch khaas kimat nhi hoti,
Shayad, -Shayad isiliye aapko Meri kahaniyo m mohabbat ki khanak zada sunai deti h...
    #NojotoQuote copied
#meripechan

hardiknegi4481

Hardik Negi

New Creator