Har roz khada samne adrishya dushman hai, Jiski suraksha mein jivan samarpit woh mera watan hai, Janta hu ki is zindagi mein sukun bahut kam hai, Par naseeb walon ko hi milta TIRANGE ka kafan hai. Tirange ka Kafan