Bahut simta sa bahut suljha sa lagta hai, Ye shahar ab mujhko veeran sa lagta hai, Kabhi gulzar thi ye galiyan uske chahkne se, Uske jane ke baad ye dil mazar sa lagta hai Vo shamil tha kabhi meri zindagi me roshni ki tarah, Ab to har taraf uski yaadon ka Bazar sa lagta hai.. #verranzindagi #bazaar #yadein