Ek sitara thaa jo doob gaya. Toot gaya aakash se .Dhoonda kareingi nazrein use. Athaah anant antariksh ki aakash ganga mein woh gum nahin ho sakta. Uski chamak damak kabhi mand nahin pad sakti. Sochta hoon aankhoan ke pat band kar loon. Iss geet ke khayal ko neele aakash ke naam kar doon. Chitthi na koi ... ● Jagjit Singh yeh teri aawaz hai ki deepak raag !!