Nojoto: Largest Storytelling Platform

Khwahishon ke Samandar me apna bhi dabdaba hai...

Khwahishon ke Samandar me apna bhi dabdaba hai...
Sabhi na sahi, kisi ko to Puri hona hai...
Jo kehte hai kya kar liya hai tumne ..
Muje unse bhi kuch puchnaa hai...
Tum bhi to jee rahe ho kuch Puri 
kuch adhoori khwahishon k saath....
To meri hi khwahishon se kyun masla hai...

©khush
  #Sheher 
#khwahishein 
#khwabonkiduniya 
#khwab