Nojoto: Largest Storytelling Platform

kah do to jindgi ko ishara kar dun kah do to dariy

kah do to jindgi ko ishara kar dun
kah do to dariya ko kinara kar dun

lut ke n le jaaye gulon se khushboo
kah do to hawaon ko tumhara kar dun

tapish jyada hi hai aaftab main
band kar lo nigah khwabon se uziyara kar dun
Dr KR prbodh ishara
kah do to jindgi ko ishara kar dun
kah do to dariya ko kinara kar dun

lut ke n le jaaye gulon se khushboo
kah do to hawaon ko tumhara kar dun

tapish jyada hi hai aaftab main
band kar lo nigah khwabon se uziyara kar dun
Dr KR prbodh ishara
krprbodh2397

K R Prbodh

New Creator