Mana k mujhe mohabbat ka izzhar krna nahi ata..., Par usse mujhe hai kitni mohabbat., Mai batana b nahi chahati.., Kyun ki.., Mohabbat ko bataya ya jataya nahi Jaata.., Wo tou ek khubsurat sa ehsas hai Jise mehsus kiya jata hai Agr wo samajhta hai mujhe paatar dil ya sangemarmar tou samjhe.., Mai eeent ki dewdaar hu ya brf ka gola banatana b nahi chahti... ##don't describe ur feeling of love in words ##